Nazim's poetry

Nazim's poetry

Saturday, March 5, 2011

Aaj Ujaale Ki Kiran Kho Gayi

Aaj Ujaale Ki Kiran Kho Gayi,
Zindagi Veeran Si Ho Gayi,
Gaye Wo Din,
Jab Humne Unse Ummid Rakhi Thi,
Aaj Ye Khwab Ho Gaya,
Ke Hamein Mohabbat Se Nafrat Ho Gayi…

Sach to yeh hai kasoor apna hai,
chaand ko choone k tamanna kar baithe,
asmaan ko zameen par maanga,
phool ko chaha k pathron par khile,
kaaton mein talaash kI khushbo ki,
barf mein dhoondte rahe garmi,
khwaab jo dekha to chaha sach ho jaye,
sazaa iski to hame milni hi thi,
sach to yeh hai kasoor apna hai....
Ashu aa jate hain aankhon me rone se pehle.
Her khwab hai tut jata hai sone se pehle.
Ishq hai gunah ye to samajh gaya.
kash koye rok leta ye gunah hone se pehle

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...