Nazim's poetry

Nazim's poetry

Monday, March 28, 2011

Dilkashon dilnashin main hoon ek kali

Dilkashon dilnashin main hoon ek kali
khushbuein rangon ki baahon mein pade
mehka sa ang hai behka sa rang hai
kyun main hui manchali kisko yahan hai pata
yeh kaisa roop hai ho chaaon ya dhoop hai
hai nazuk si kali tu kaun hai yeh bata
tu mehki mehki tu jawan jawan
rangon bhari hogi daastan
yoon hi khili tu jinse mili tu
kaise kaise bhanwre the humein bata de
kaise sunaoon main yeh dastaan
koi jaise yeh kehta hai yahaan
beeta hua kal bite hue pal
dheere dheere dil se tu unhe bhula de
kal yeh kali na rahe bhi toh gum kya
raah mein phool aur kaliyan hain kam kya
jaoon jahan dekho jahan
chehron ki kaliyan hi kaliyan hai khilti wahan dekhna
ho mehka sa ang hai behka sa rang hai
kyun ri aaye manchali tu kaun hai yeh bata
yeh kaisa roop hai ho chaaon ya dhoop hai
hai nazuk si kali tu kaun hai yeh bata
tu mehki mehki tu jawan jawan
rangon bhari hogi daastan
yoon hi khili tu jinse mili tu
kaise kaise bhanwre the humein bata de
kaise sunaoon main yeh dastaan
koi jaise yeh kehta hai yahaan
beeta hua kal bite hue pal
dheere dheere dil se tu unhe bhula de

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...