Nazim's poetry

Nazim's poetry

Saturday, March 5, 2011

**SUCH tu YEH HAI SaRI DUNYA VEERAN C LAGTI HAI**

**SUCH tu YEH HAI SaRI DUNYA VEERAN C LAGTI HAI**
Uske na hone se kuch b nhi badla
Ye suraj b waha se nikalta hai
Aasman pe taare b chamakte hain
Or chand ki chandni b hoti hai
Hawa b chalti hai
Darya b behte hain
Phool b khilte hain
In mein khushbu b hoti hai
..
..
*LEKIN*
..
..
Na jane Q uske na hone se hr cheez adhori C lgti he
Hr subha,
Sham C lgti he.
Hr muskan udaas C lgti he,
Hr mehfil anjaan C lgti he,
Hr dharkan
be-jan C lgti he,
SUCH
To ye hy k sari dunya VEERAN C lgti hay

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...